Ameen Asim

Age: 125
7269 days old here
Total Posts: 8
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
QUEEN VICTORIA said:

good hai but kuchh ghalti hai imla ki



Aadab aap ne Ghazal pasand ki, Shukrai, aap ne yahaaN imla ke ghalati ki nishaan dahi nahiN ki, baraay karam , aghlaat ki nishaan dahi kijiyay ta ke usay door kia ja sakay,

Wassalam
Ameen Asim
Posted 11 Dec 2006

Ameen Asim

Age: 125
7269 days old here
Total Posts: 8
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shukr hay ke aap ko Ghazal pasand aai, ye to mujay bhi pata hay ke Qaaf kahaaN hay aur Jehlum kahaN hay, maira kehnay ka matlab tha ke Qaaf ki aik pari Jehlum meN aa kar reh rahi hay, Qaaf ki pari pari per koi paabandi nahiN ke wo Jehlum nahin aa sakti, meN aik baar Jehlum say guzra hooN meN nay khud daikhi the,

aap ka aik baar phir shukria

Mukhlic
Ameen Asim

new_beau said:

Not Nice...In fact Very Nice Ghazal..I really like it ...Bohat Achhi "CRAFT" hay iss ghazal ki...


Magar QAAF aur JEHLUM...Geography Kazor hay aap ki


Please post some More Ghazal..Ia m really Inspired ..

Posted 17 Sep 2005